Mai Kisko Sunau Gham Ki Kahani Song Lyrics from the movie/album Maang released in the year 2018 starring Ramola, Ulhas Wasti. The song Mai Kisko Sunau Gham Ki Kahani was sung by G. M. Durrani. This movie/album was directed by Saghir Usmain. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Sagar Badayuni

Mai Kisko Sunau Gham Ki Kahani Lyrics

Mai Kisko Sunau Gum Ki Kahani
Mai Kisko Sunau Gum Ki Kahani
Sare Sahare Chhut Gaye Chhut Gaye
Ab Haye Mukaddar Kaisa Sitam Hai
Ab Haye Mukaddar Kaisa Sitam Hai
Sathi Hamare Chhut Gaye Chhut Gaye
Ab Kisko Sunau Gum Ki Kahani

Afsos Ke Gum Ki Dunia Me
Aansu Bhi Hamare Ho Na Sake
Ho Na Sake
Taro Ki Tarah Palko Pe Meri
Taro Ki Tarah Palko Pe Meri
Chamke Kaape Aur Tut Gaye Tut Gaye
Ab Kisko Sunau Gum Ki Kahani

Ae Darde Mohabbat Tu Hi Bata
Kis Tarah Chale Ab Manzil Tak
Manzil Tak
Hum Ju Ka Sahara Le Le Kar
Hum Ju Ka Sahara Le Le Kar
Chalte Hai Wo
Chhale Phut Gaye Phut Gaye
Ab Kisko Sunau Gum Ki Kahani

Kis Tarah Bahare Raas Aati
Kismat Ko Hi Jab Manzur Na Tha
Manzur Na Tha
Kuch Gum Ki Hawa Ke Jhoke Chale
Kuch Gum Ki Hawa Ke Jhoke Chale
Dil Ki Bahare Lut Gaye Lut Gaye
Ab Kisko Sunau Gum Ki Kahani

Share your thoughts

Gaane sune ansune, Main joru ka ghulam banke rahunga with lyrics, Humko kiske gham ne maara with lyrics, Do lafzon ki hai dil ki kahani lyrics, Do lafzon ki hai dil ki kahani lyrics hindi, Mohammad irfan, Mohammad aziz songs, Ghulam ali ghazals, Duniya mein kitna gham hain hindi lyrics, Main joru ka ghulam banke rahunga, Humko kiske gham ne maara original song, Lyrics, Humko kiske gham ne maara, Do lafzon ki hai dil ki kahani songs, Mohammad rafi, Ghulam mustafa qadri kalam