Mai Khoi Hai Koi Aisa Le Ke Jawani Lyrics  | Aag Aur Toofan | Anwar Hussain, Mumtaz, Robin Kumar | Suman Kalyanpur | Datta Naik

Mai Khoi Hai Koi Aisa Le Ke Jawani Lyrics | Aag Aur Toofan | Anwar Hussain, Mumtaz, Robin Kumar | Suman Kalyanpur | Datta Naik

Mai khoi hai koi aisa le ke jawani
Meri diwani apna bachpan de de
Ho mai khoi

Aye hawa maine kaha ye umar badal le tu
Aye ghata meri tarah do ghadi machal le tu
Kya yaha koi nahi – 2
Jo meri sada sune
Mai khoi hai koi aisa leke jawani
Meri diwani apna bachpan de de
Ho mai khoi

Ye na ho dil me hai ko wo na mai chipa saku
Samne aaye piya mai na dil bacha saku
Dil to bas diwana hai – 2
Ye kisi ki kya sune
Mai khoi hai koi aisa leke jawani
Meri diwani apna bachpan de de
Ho mai khoi

Kya hua hona hai kya ye na mai samjh saki
Julf yu uljhi meri mujhse na suljh saki
Or na koi ho isme – 2
Bewafa to wo sune
Mai khoi hai koi aisa leke jawani
Meri diwani apna bachpan de de
Ho mai khoi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *