Mai Kaun Hu Mai Kaha Hu Mujhe Ye Hosh Nahi
Mai Kaun Hu Mai Kaha Hu Mujhe Ye Hosh Nahi
Kidhar Mai Aaj Rawa Hu Mujhe Ye Hosh Nahi
Mai Kaun Hu
Mujhe Na Hath Lagao Ke Mar Chuka Hu Mai
Mujhe Na Hath Lagao Ke Mar Chuka Hu Mai
Khud Apne Hath Se Ye Khun Kar Chuka Hu Mai
Fir Aaj Kaise Mai Yaha Hu Mujhe Ye Hosh Nahi
Mai Kaun Hu
Mai Apni Lash Uthaye Yaha Chala Aaya
Koi Bas Itna Bata De Kaha Chala Aaya
Ye Kya Jagah Hai Jaha Hu Mujhe Ye Hosh Nahi
Mai Kaun Hu
Koi Na Aaye Yaha Ye Mazar Mera Hai
Koi Na Aaye Yaha Ye Mazar Mera Hai
Khada Hu Kab Se Mujhe Intzar Mera Hai
Kya Kaha Mai Yaha Hu Mujhe Ye Hosh Nahi
Mai Kaun Hu
Mai Kaun Hu, Mai Kaha Hu, Mujhe Ye Hosh Nahi Song Lyrics from the movie/album Main Chup Rahungi released in the year 2018 starring Sunil Dutt, Meena Kumari. The song Mai Kaun Hu, Mai Kaha Hu, Mujhe Ye Hosh Nahi was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by A Bhim Singh. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan
Share your thoughts