Mai Hu Ujada Aashiya Lyrics | Naaz | Lata Mangeshkar | Anil Biswas

Mai Hu Ujada Aashiya Lyrics | Naaz | Lata Mangeshkar | Anil Biswas

Main hu ujda aashiya
Ek mita hua nisha
Bhuli huyi dasta
Main hu ujda aashiya
Ek mita hua nisha
Bhuli huyi dasta

Gul khile to kya khile
Bhulnewale sanam
Tum mile to kya mile
Gul khile to kya khile
Bhulnewale sanam
Tum mile to kya mile
Milke bhi juda hu main
Duri ki sada hu main
Jaise gard karwan
Main hu ujda aashiya
Ek mita hua nisha
Bhuli huyi dasta

Tumne pher li najar
Dil pe kya gujar gayi
Ye kisi ko kya khabar
Tumne pher li najar
Dil pe kya gujar gayi
Ye kisi ko kya khabar
Lut gaya saaj-e-dil
Kisse kahu raaz-e-dil
Koi nahi raazda
Main hu ujda aashiya
Ek mita hua nisha
Bhuli huyi dasta

Julm dhaye jaao tum
Meri in wafao ko
Aajmaye jaao tum
Julm dhaye jaao tum
Meri in wafao ko
Aajmaye jaao tum
Gham pe gham diye chalo
Tum dua liye chalo
Mere pyare meharba
Main hu ujda aashiya
Ek mita hua nisha
Bhuli huyi dasta

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *