Mai Hu Majboor Meri Manzil Hai Door, Kahin Raaste Me Shaam Ho Na Jaaye Song Lyrics from the movie/album Padosi released in the year 2018 starring Prithviraj Kapoor, Rehana Sultan. The song Mai Hu Majboor Meri Manzil Hai Door, Kahin Raaste Me Shaam Ho Na Jaaye was sung by Ravi. This movie/album was directed by Jagdish Pant. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Asad Bhopali

Mai Hu Majboor Meri Manzil Hai Door, Kahin Raaste Me Shaam Ho Na Jaaye Lyrics

Mai Hu Majbur Meri Manjil Hai Dur
Kahi Raste Me Sham Ho Na Jaye
Mera Pyar Badnam Ho Na Jaye
Mai Hu Majbur Meri Manjil Hai Dur
Kahi Raste Me Sham Ho Na Jaye
Mera Pyar Badnam Ho Na Jaye

Wo Mera Pyar Mere Jajbat Dekhe
Na Hum Jindagi Ke Halat Dekhe
Wo Mera Pyar Mere Jajbat Dekhe
Na Hum Jindagi Ke Halat Dekhe
Jidd Hai Fizul Unki Choti Si Bhul
Kahi Maut Ka Paygam Ho Na Jaye
Mera Pyar Badnam Ho Na Jaye
Mai Hu Majbur Meri Manjil Hai Dur
Kahi Raste Me Sham Ho Na Jaye
Mera Pyar Badnam Ho Na Jaye

Kitni Ajib Hai Ye Dunia Ki Rasme
Aaj Apna Pyar Bhi Hai Gairo Ke Bas Me
Kitni Ajib Hai Ye Dunia Ki Rasme
Aaj Apna Pyar Bhi Hai Gairo Ke Bas Me
Dar Hai Mujhe Kahi Yuhi Rote Rote
Meri Dasta Tamam Ho Na Jaye
Mera Pyar Badnam Ho Na Jaye
Mai Hu Majbur Meri Manjil Hai Dur
Kahi Raste Me Sham Ho Na Jaye
Mera Pyar Badnam Ho Na Jaye
Mai Hu Majbur Meri Manjil Hai Dur

Share your thoughts

Main hoon majboor padosi, Na jaane kya hai tumse waasta, Na jaane kya hai tumse vaasta, Arijit singh - rishton ke saare manzar | best hindi ghazal song with lyrics | red ribbon, Yaad aati hai with lyrics, Kitne door door ho un dono ke raste, Jiosaavn caller tune kaise lagaye not available, Na jaane kya hai tumse wasta, Na jaane kya hai tumse vasta, Na jane kya hai tumse waasta, Musafir hoon yaaron lyrics hindi, Yeh shaam mastani, Best hindi ghazal song with lyrics