Mai Hu Ek Hawa Ka Jhonka
Mai Hu Ek Hawa Ka Jhonka
Ek Hawa Ka Jhonka
Idhar Se Aaya
Udhar Gaya
Rasta Na
O Rasta Na Kisi Ne Roka
Mai Hu Ek Hawa Ka Jhonka
Mai To Hu Duniya Se Nayara
Na Koi Dushman
Na Koi Pyara
Mai To Hu Duniya Se Nayara
Na Koi Dushman
Na Koi Pyara
Mera Pata Lagane Wale
Mera Pata Lagane Wale
Kha Jate Hai Dhokha
Kha Jate Hai Dhokha
Mai Hu Ek Hawa Ka Jhonka
Mujhko Koi Gham Nahi Hai
Koi Mera Humdam Nahi Hai
Mujhko Koi Gham Nahi Hai
Koi Mera Humdam Nahi Hai
Meri Ye Do Najre Jane
Meri Ye Do Najre Jane
Sara Bhedh Dilo Ka
Sara Bhedh Dilo Ka
Mai Hu Ek Hawa Ka Jhonka
Ghar Dar Se Begana Hu Mai
Pakkad Hu
Mastana Hu Mai
Ghar Dar Se Begana Hu Mai
Aji Pakkad Hu
Mastana Hu Mai
Jeb Hai Meri Maal Tumhara
Jeb Hai Meri Maal Tumhara
Khel Hai Do Hatho Ka
Khel Hai Do Hatho Ka
Mai Hu Ek Hawa Ka Jhonka
Ek Hawa Ka Jhonka
Idhar Se Aaya
Udhar Gaya
Rasta Na
O Rasta Na Kisi Ne Roka
Mai Hu Ek Hawa Ka Jhonka
Mai Hu Ek Hawa Ka Jhonka Song Lyrics from the movie/album Post Master released in the year 2018. The song Mai Hu Ek Hawa Ka Jhonka was sung by Om Prakash Varma. The music was given by Ram Ganguly. The lyrics were Penned by Verma Malik
Share your thoughts