Mai Dhool Ka Udta Badal, Gaata Lehrata Jaa Lyrics | Apradhi | Mukesh | Usha Khanna

Mai Dhool Ka Udta Badal, Gaata Lehrata Jaa Lyrics | Apradhi | Mukesh | Usha Khanna

Mai dhul ka udta badal mai dhul ka udta badal
Gata lahrata jau manjil meri mai na janu
Fir bhi chalta jau mai dhul ka udta badal
Mai dhul ka udta badal gata lahrata jau
Manjil meri mai na janu fir bhi chalta jau
Mai dhul ka udta badal mai dhul ka udta badal

Dunia mujhko kuch bhi samjhe sabke mai to kam aau
Yar ka mai yar bhi hu pyar ka mai sath nibhau
Na farishta hu admi hu sabke dil ki roshni hu roshni hu
Mai dhul ka udta badal gata lahrata jau
Manjil meri mai na janu fir bhi chalta jau
Mai dhul ka udta badal mai dhul ka udta badal

Nafrato se dur hu mai pyar meri jindgani
Hu sabhi ke dil ka pyara kya budhapa kya jawani
Mere piche ye jamana aasma pe aashiyana aashiyana
Mai dhul ka udta badal gata lahrata jau
Manjil meri mai na janu fir bhi chalta jau

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *