Mai Bandhi Prem Ki Dor Lyrics | Shri Ganesh Janma | Asha Bhosle | Khemchand Prakash, Manna Dey

Mai Bandhi Prem Ki Dor Lyrics | Shri Ganesh Janma | Asha Bhosle | Khemchand Prakash, Manna Dey

Main bandhi prem ki dor o o
Main bandhi prem ki dor
Ki jaise chand kiran chakor
Mera man liya kisi ne chor
Mera man liya kisi ne chor

Kailaash pe basne waale man ko suhaay
Kailaash pe basne waale man ko suhaay
Dam dam dam damru unka mujhe bulaaye
Mere piya base jis or o o
Mere piya base jis or
Paanv mere chalte hai us or
Mera man liya kisi ne chor
Mera man liya kisi ne chor

Do nain mere
Do nain mere
Unke darshan ke pyaase
Unke daras ke pyaase
Un sang muskaaye
Un bin rahat udaasi do nain mere
Mere man me uthi hai hilor o o
Mere man me uthi hai hilor
Ki jaise shital pawn chakor
Mera man liya kisi ne chor
Mera man liya kisi ne chor

Mere praano ko mere praan pati man bhaaye
Mere praano ko mere praan pati man bhaaye
Mere praano ko pritam ke bol suhaay
Main naachu jo prem vibhor o o
Main naachu jo prem vibhor
Ke jaise baadal dekh ke mor
Mera man liya kisi ne chor
Mera man liya kisi ne chor
Main bandhi prem ki dor
Ki jaise chand kiran chakor
Mera man liya kisi ne chor
Mera man liya kisi ne chor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *