Mai Aayi Hu U p Bihar Lutne Lyrics | Shool | Sapna Awasthi, Chetan Shashital | Shankar Ehsaan Loy

Mai Aayi Hu U p Bihar Lutne Lyrics | Shool | Sapna Awasthi, Chetan Shashital | Shankar Ehsaan Loy

Patli kamar matkake
Nagin si bal khake
Nain se nain lada ke
Dhani chunar sarka ke
Patli kamar matkake
Nagin si bal khake
Nain se nain lada ke
Dhani chunar sarka ke

Dil walo ke dil ka karar lutne
Mai aayi hu up bihar lutne
Dil walo ke dil ka karar lutne
Mai aayi hu up bihar lutne
Dil walo ke dil ka karar lutne
Tu aayi hai up bihar lutne
Na paise ka khajana,na sone ki tijori
Na panchhi bada sa katar lutne
Dil walo ke dil ka karar lutne
Mai aayi hu up bihar lutne
Dil walo ke dil ka karar lutne
Tu aayi hai up bihar lutne

Meri umar abhi hai satrah
Chahe to hila du chhapra
Mujhko na samjhana jhuma
Na dungi tujhko chhuma
Ghal me jhumka laga ke
Chal me thumka laga ke
Gajare ka juda bana ke
Itar jara sa mahaka ke
Ghal me jhumka laga ke
Chal me thumka laga
Gajare ka juda bana ke
Itar jara sa mahaka ke
Is jawani ki sari bahar lutne
Mai aayi hu up bihar lutne
Dil walo ke dil ka karar lutne
Tu aayi hai up bihar lutne

Kya culcutta kya mumbai
Mai sabki najar me jam gayi
Punjab ho ya haryana muskil mujhse bachpana
Sabka jiya thadka ke chingari badhkake
Muh me paan daba ke hath me mehandi laga ke
Sabka jiya thadka ke chingari badhkake
Muh me paan daba ke hath me mehandi laga ke
Sabki aankho se chupke khumar lutne
Mai aayi hu up bihar lutne
Dil walo ke dil ka karar lutne
Mai aayi hu up bihar lutne
Na paise ka khajana,na sone ki tijori
Na panchhi bada sa katar lutne
Mai aayi hu up bihar lutne
Mai aayi hu up bihar lutne

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *