Mai Aansu Aaj Baahaungi Song Lyrics from the movie/album Vardi released in the year 2018 starring Sunny Deol, Madhuri Dixit. The song Mai Aansu Aaj Baahaungi was sung by Sadhana Sargam. This movie/album was directed by Umesh Mehra. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Mai Aansu Aaj Baahaungi Lyrics

Mai Aansu Aaj Bahaungi Diwali Nahi Manaugi
Jab Lal Mera Ghar Aayega Tab Ghar Me Deep Jlaungi
Tere Charno Ko Chhukar Ek Ma Ne Kasam Utha Li Hai
Rat Ye Kitni Kali Hai Kaisi Ye Diwali Hai
Rat Ye Kitni Kali Hai Kaisi Ye Diwali Hai
Aag Lagi Hai Nfrat Ki Ye Duniya Jalne Wali Hai
Rat Ye Kitni Kali Hai Kaisi Ye Diwali Hai

Na Ye Allah Se Darte Hai Na Ye Bhagwan Se Darte Hai
Ye To Us Rab Ke Bande Hai Jo Khun Kisi Ka Karte Hai
Na Ye Allah Se Darte Hai Na Ye Bhagwan Se Darte Hai
Ye To Us Rab Ke Bande Hai Jo Khun Kisi Ka Karte Hai
Pani Se Nahi Bhujati In Logo Ki Pyas Nirali Hai
Rat Ye Kitni Kali Hai Kaisi Ye Diwali Hai

Angare Jisne Barsaye Ye Kaisa Sawan Aaya Hai
Kya Bhesh Badal Ke Jogi Ka Phir Koi Ravan Aaya Hai
Angare Jisne Barsaye Ye Kaisa Sawan Aaya Hai
Kya Bhesh Badal Ke Jogi Ka Phir Koi Ravan Aaya Hai
Kon Hai Wo Jalim Jisne Hum Sabki Nind Chura Li Hai
Rat Ye Kitni Kali Hai Kaisi Ye Diwali Hai

Ujde Ghar Phir Aabad Karo Is Desh Ko Na Barbad Karo
Ujde Ghar Phir Aabad Karo Is Desh Ko Na Barbad Karo
Ye Logo Naam Khuda Ka Lo Apne Bhagwan Ko Yaad Karo
Mandir Bhi Suna Suna Masjid Bhi Khali Khali Hai
Rat Ye Kitni Kali Hai Kaisi Ye Diwali Hai
Aag Lagi Hai Nfrat Ki Ye Duniya Jalne Wali Hai
Rat Ye Kitni Kali Hai Kaisi Ye Diwali Hai

Share your thoughts

Sadhna sargam, Main aansu aaj, Sadhana, Vardi songs, Vardi, Hindi movie vardi, Main aansoo aaj, Raat ye kitni kali, T-series bhakti sagar, Kaali, Hindi movie devotional songs, Prathana, Jai bhagwan, Divotional, Gulshan kumar, Devotional song, Devotional sogns, Tseries bhakti songs, Bhakti song, Chetawani songs, Sad, Songs, Paryer, Prathna, God songs, Fimi song, Film songs, Movie songs, Raat yeh kitni, Pray, Prabhu, Temple, Yt:crop=16:9