Mahiya Lyrics  | Mumbai Can Dance Saala | Alka Yagnik, Shaan | Pritam Chakraborty

Mahiya Lyrics | Mumbai Can Dance Saala | Alka Yagnik, Shaan | Pritam Chakraborty

Jab se maine tujh ko dekha hai
Rab se tera pyaar maanga hai
Din khila yaa raat dhali
Har pal tujhko socha hai
Oo mahiya oo mahiya
Oo mahiya oo mahiya

Jab se maine tujh ko dekha hai
Rab se tera pyaar maanga hai
Din khila yaa raat dhali
Har pal tujhko socha hai
Oo saathiya oo saathiya
Oo saathiya oo saathiya

Saanson mein teri khushboo basi hai
Aankhon mein teri soorat saji hai
Saanson mein teri khushboo basi hai
Aankhon mein teri soorat saji hai
Khud se jyada tujhe chaha hai
Khud se jyada tujhe chaha hai
Oo mahiya oo mahiya
Oo mahiya oo mahiya
O saathiya mahiya
O saathiya mahiya
O saathiya mahiya
O saathiya mahiya

Bin tere ik pal chain na aaye
Saari saari raat teri yaad sataye
Ho o bin tere ik pal chain na aaye
Saari saari raat teri yaad sataye
Paaya hai ab kab se dhundha hai
Paaya hai ab kab se dhundha hai
O saathiya mahiya
O saathiya mahiya
O saathiya mahiya
O saathiya mahiya

O mahiya saathiya
O mahiya saathiya
O mahiya saathiya
O mahiya saathiya

Jab se maine tujh ko dekha hai
Rab se tera pyaar maanga hai
Din khila yaa raat dhali
Har pal tujhko socha hai
O saathiya mahiya
O saathiya mahiya
O saathiya mahiya
O saathiya mahiya

O saathiya mahiya
O saathiya mahiya
O saathiya mahiya
O saathiya mahiya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *