Madhosh Teri Aankhen Song Lyrics from the movie/album Raja Bhaiya released in the year 2016 starring Govinda, Aarti Chabria. The song Madhosh Teri Aankhen was sung by Udit Narayan. This movie/album was directed by Raman Kumar. The music was given by Surendra Singh Sodhi. The lyrics were Penned by Maan Singh Deep. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Madhosh Teri Aankhen Lyrics

Madhosh Teri Aankhen
Bemisaal Teri Aankhen
Madhosh Teri Aankhen
Bemisaal Teri Aankhen
Mehboob Tu Kya Jaane
Hai Kamaal Teri Aankhen
Mehboob Tu Kya Jaane
Hai Kamaal Teri Aankhen
Madhosh Teri Aankhen
Bemisaal Teri Aankhen
Madhosh Teri Aankhen
Bemisaal Teri Aankhen
Mehboob Tu Kya Jaane
Hai Kamaal Teri Aankhen
La La La La La La La
La La La He He He

Maine Dekha Pyaar Ka
Saagar Teri Aankhon Mein
O Maine Dekha Pyaar Ka
Saagar Teri Aankhon Mein
Tune Kya Dekha Hai
Dilbar Meri Aankhon Mein
Ho Pyaar Ke Kuchh Sapne
Saje Milne Ke Armaan Jage
Karne Lagi Hai Mujhse
Kuchh Sawal Teri Aankhen
La La La La La La La La La La He He He
Madhosh Teri Aankhen
Bemisaal Teri Aankhen

Mere Sapnon Ka Jo Ghar
Hai Teri Aankhen Hain
Ho Mere Sapnon Ka Jo
Ghar Hai Teri Aankhen Hain
Jeevan Ki Saari Khushiyaan
Bas Teri Aankhen Hain
Ho Dil Ki Hai Chaahat Meri
Ban Jaaoon Dhadkan Teri
Mujhse Bana Rahi Hain
Ek Rishta Teri Aankhen
La La La La La La La
La La La He He He
Madhosh Teri Aankhen
Bemisaal Teri Aankhen
Madhosh Teri Aankhen
Bemisaal Teri Aankhen
Mehboob Tu Kya Jaane
Hai Kamaal Teri Aankhen
La La La La La La La
La La La He He He.

Share your thoughts

Madhosh teri aankhen, Madhosh teri ankhen, Aarti chabria, Raja bhaiya, Udit narayan, Raja bhaiya movie song, Madhosh, Raja bhaiya song, Govinda, Govinda super hit song, Udit narayan songs, Bhaiya, Bemisaal teri aankhen, Govinda best song, Kajal chakraborty, Narayan, Aankhen, Aankhe, Singh, Shraddha pandit songs, Shraddha pandit, Rabba manu pyar ho gaya, Sangharsh movie songs, Jatin pandit, Lovesongshindi, Hindi movie songs, Sadashiv amrapurkar