Machal Ke Dil Kahe Mera Song Lyrics from the movie/album Commander released in the year 2015 starring Ranjan, Nigar Sultana. The song Machal Ke Dil Kahe Mera was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). This movie/album was directed by Kedar Kapoor. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Sarshar Sailani. The music rights for song purely belongs to Saregama

Machal Ke Dil Kahe Mera Lyrics

Machal Machal Ke Dil Kahe Mera
Ke Aane Wale Aa Bhi Ja
Magar Abhi Nahi
Ke Isme Bhi Hai Ek Maja
Machal Machal Ke Dil Kahe Mera
Ke Aane Wale Aa Bhi Ja
Magar Abhi Nahi
Ke Isme Bhi Hai Ek Maja

Hawa Me Ek Surur Hai
Sada Nashe Chur Hai
Magar Mai Bekarar Hu
Ke Tu Najar Se Dur Hai
Hawa Me Ek Surur Hai
Sada Nashe Chur Hai
Magar Mai Bekarar Hu
Ke Tu Najar Se Dur Hai
Najar Se Dur Hai To Kya
Ke Isme Bhi Hai Ek Maja
Abhi Na Aa Abhi Na Aa
Ke Isme Bhi Hai Ek Maja

Jamana Apne Pyar Ka
Fasan Hai Bahar Ka
Bhala Ho Teri Yaad Ka
Bura Ho Intejar Ka
Jamana Apne Pyar Ka
Fasan Hai Bahar Ka
Bhala Ho Teri Yaad Ka
Bura Ho Intejar Ka
Magar Mai Kyu Kahu Bala
Ke Isme Bhi Hai Ek Maja
Abhi Na Aa Abhi Na Aa
Ke Isme Bhi Hai Ek Maja

Ye Teer Dil Pe Kha Chalu
Jigar Ko Aajma Chalu
Mai Darde Intejar Ko
Kaleje Se Laga To Lu
Ye Teer Dil Pe Kha Chalu
Jigar Ko Aajma Chalu
Mai Darde Intejar Ko
Kaleje Se Laga To Lu
Dikha To Do Na Ye Ada
Ke Isme Bhi Hai Ek Maja
Abhi Na Aa Abhi Na Aa
Ke Isme Bhi Hai Ek Maja.

Share your thoughts

No Keywords