Machal Ke Dil Kahe Mera Song Lyrics from the movie/album Commander released in the year 2018 starring Ranjan, Nigar Sultana. The song Machal Ke Dil Kahe Mera was sung by Geeta Dutt. This movie/album was directed by Kedar Kapoor. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Sarshar Sailani

Machal Ke Dil Kahe Mera Lyrics

Machal Machal Ke Dil Kahe Mera
Ke Aane Wale Aa Bhi Ja
Magar Nahi Abhi Na Aa
Ke Isme Bhi Hai Ek Maja

Hawa Me Ek Surur Hai Sada Nashe Me Chur Hai
Magar Mai Bekarar Hu Ke Tu Najar Se Dur Hai
Najar Se Dur Hai To Kya Ke Isme Bhi Hai Ek Maja
Abhi Na Aa Abhi Na Aa Ke Isme Bhi Hai Ek Maja

Jamana Apne Pyar Ka Fasana Hai Bahar Ka
Bhala Ho Teri Yaad Ka Bura Ho Intejar Ka
Magar Mai Kyu Kahu Bura Ke Isme Bhi Hai Ek Maja
Abhi Na Aa Abhi Na Aa Ke Isme Bhi Hai Ek Maja

Ye Teer Dil Pe Kha To Lun Jigar Ko Aajma To Lun
Mai Darde Intejar Ko Kaleje Se Laga To Lu
Dikha To Do Na Ye Ada Ke Isme Bhi Hai Ek Maja
Abhi Na Aa Abhi Na Aa Ke Isme Bhi Hai Ek Maja

Share your thoughts

Geeta dutt, Mera mann kyu tumhe chahe lyrics, Machal ke dil kahe mera & tere liye o bewaffa geeta dutt asha bhonsle commander, Machal ke dil kahe mera & tere liye o bewaffa geeta dutt asha bhonsle commander chitragupta, Machal ke dil kahe mera, Commander, Teesri manzil lyrics, Mera mann kyun lyrics, Mera mann kyon tumhe chahe, Hindi songs lyrics, Chori chori chupke chupke palkon ke peeche with lyrics, Lyrics of hindi songs, Hum jab simat ke aapki lyrics, Meena kumari