Maat Pitaah Ke Charnon (Title) Lyrics  | Maat Pitaah Ke Charnon Mein Swarg | Pracheen Chauhan, Yatin Karkeyar | Alka Yagnik | Manish (Naveen – Manish), Naveen (Naveen – Manish)

Maat Pitaah Ke Charnon (Title) Lyrics | Maat Pitaah Ke Charnon Mein Swarg | Pracheen Chauhan, Yatin Karkeyar | Alka Yagnik | Manish (Naveen – Manish), Naveen (Naveen – Manish)

Sukh ka suraja yahan nahi dhalta hain
Zindagi ko sukoon yahan milta hain
Maa ke aanchal ki thandi chhaya hain
Pitaah ke pyar ka sar pe saya hain
Kaam kar hath chalna sikhaya hame
Pyar hakikat ki ooh se sulaaya hame
Aasha nahi chukaana runko
Hum pe jo karz hain

Maat pitaah ke charnon mein swarg
Maat pitaah ke charnon mein swarg

Maa pitaah sa nahi koi duja nahi hai
In ki sewa kare yahi pooja hai
Yeh ghar mandir hai
Jaha ham rahte hai
Apna bhgwan ham inko kehte hai
Chot hamko lage dard sehte hai yeh
Phir chhipa kar use uff na kehta hai yeh
Hamko bhi hai nibhana to apna jo farz hai

Maat pitaah ke charnon mein swarg
Maat pitaah ke charnon mein swarg.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *