Maan Mausam Ka Kha Lyrics | Unique (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha
Amaan mausam ka kaha chayi ghata jaam uth
Aag se aag bujha phul khila jaam utha

Ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun
Ae mere yaar tujhe uski kasam deta hun
Bhul jaa shikwe gile haath mila jaam utha
Maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha
Aag se aag bujha phul khila jaam utha
Maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha

Ek pal bhi kabhi ho jaata hai sadiyo jaisa

Der kya karna yaha hath badha jaam utha
Maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha
Aag se aag bujha phul khila jaam utha
Maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha

Pyar hi pyaar hai sab log barabar hai yaha

Maikade mein koi chota na bada jaam utha
Maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha
Aag se aag bujha phul khila jaam utha
Maan mausam ka kaha chayi ghata jaam utha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *