Maahiya ve
Ve sona maahiya
Maahiya ve sona maahiya
Maahiya ve
Ve sona maahiya
Maahiya ve sona maahiya
Mausam ke dekho ishare
Kitne hasi hai nazaare
Mausam ke dekho ishare
Kitne hasi hai nazaare
Phulo pe shabnam ke moti
Rab ne jami pe utaare
Sochu tumhe
Chaahu tumhe
Dekhu tumhe
To duniya hasi lagti hai
Subah to aayegi
Laayegi kirno ko
Subah to aayegi
Laayegi kirno ko
Rango ki mehfil me
Kholo to naino ko
Dekho ye hawaye kaise chanchal
Chupke se khinche tera aanchal
Mausam ne kuch to sun liya hai
Kuch to kehti hai
Teri paayal
Sochu tumhe
Chaahu tumhe
Dekhu tumhe
To duniya hasi lagti hai
Jeene ki khwahish hai
Jeena to mumkin hai
Jeene ki khwahish hai
Jeena to mumkin hai
Phir kaisi mushkil hai
Phir kaisi uljhan hai
Darr ke jeene me kya maja hai
Hoga to wo hi jo likha hai
Bhar lo baaho me saari khushiya
Har pal ye humse
Keh raha hai
Sochu tumhe
Chaahu tumhe
Dekhu tumhe
To duniya hasi lagti hai

