Maaf Bhi Kar Do Yaar, Tumako Aataa Hai Gussaa Song Lyrics from the movie/album Mission Kashmir released in the year 2018 starring Sanjay Dutt, Hrithik Roshan. The song Maaf Bhi Kar Do Yaar, Tumako Aataa Hai Gussaa was sung by Anuradha Paudwal, Vinod Rathod. This movie/album was directed by Vidhu Vinod Chopra. The music was given by Shankar Ehsaan Loy. The lyrics were Penned by Rahat Indori

Maaf Bhi Kar Do Yaar, Tumako Aataa Hai Gussaa Lyrics

Maaf Bhi Kar Do Yaar Maaf Karo Sarkaar
Are Maaf Bhi Kar Do Yaar Maaf Karo Sarkaar
Tumko Aata Hai Gussa Hamko Aata Hai Pyaar
Maaf Bhi Kar Do Yaar Maaf Karo Sarkaar
Ae Baba Maaf Bhi Kar Do Yaar Maaf Karo Sarkaar
Tumko Aata Hai Gussa Hamko Aata Hai Pyaar
Maaf Bhi Kar Do Yaar Maaf Karo Sarkaar

Khvaab Dekhe Phulo Ke Bol Hai Kaanto Jaise
Saaf Kare Ham Dil Kaise Maaf Kare Ham Kaise
Khvaab Dekhe Phulo Ke Bol Hai Kaanto Jaise
Saaf Kare Ham Dil Kaise Maaf Kare Ham Kaise
Chhodo Na Chhodo Na Zid Ye Chhodo Na
Dilruba Dil Mera Haay Aise Todo Na
Na Na Na Mai Nahi Maanati Haath Jodo Na
He Tumko Aata Hai Gussa Hamko Aata Hai Pyaar
Maaf Bhi Kar Do Yaar Maaf Karo Sarkaar

Pyaar Hai Kitna Chir Ke Dil Tumhe Dikhaaya Jaaye
Tumhi Bata Do Ab Tumko Kaise Manaaya Jaaye
Pyaar Hai Kitna Chir Ke Dil Tumhe Dikhaaya Jaaye
Tumhi Bata Do Ab Tumko Kaise Manaaya Jaaye
Hu Sab Pata Chal Gaya Jhutha Hai Ye Pyaar
Ab Mujhe Rokna Hai Nahi Aasaan
Haa Tum Kaho To Abhi De Du Apni Jaan
Tumko Aata Hai Gussa Hamko Aata Hai Pyaar
Maaf Bhi Kar Do Yaar Maaf Karo Sarkaar
Ae Baba Maaf Bhi Kar Do Yaar Maaf Karo Sarkaar


Share your thoughts

Anuradha, Music video with lyrics, Mission, Kashmir, Shankar, Rathod, Paudwal, Vinod, Salam-e-ishq meri jaan zara kabul kar lo, Salman khan songs, Kumar sanu hit songs, Salman khan, Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai, Romantic hindi songs, Mamta kulkarni songs, Mamta kulkarni all songs, Muqaddar ka sikandar (1978), Kumar sanu, Sawant creation, Karan arjun songs, Latest hindi songs, Karan arjun, Romantic songs, Shahrukh khan songs, Chauhan, Mahadevan, Mahalaxmi