Maa Tu Aansoo Ponch Le Song Lyrics from the movie/album Sansar released in the year 2016 starring Naveen Nischol, Anupama. The song Maa Tu Aansoo Ponch Le was sung by Usha Mangeshkar. This movie/album was directed by Dilip Bose. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Maa Tu Aansoo Ponch Le Lyrics

Maa Tu Aansoo Ponchhle Apne
Rone Ki Koi Baat Nahin
Maa Tu Aansoo Ponchhle Apne
Rone Ki Koi Baat Nahin
Jab Tak Tere Saath Hoon Main
Mat Soch Ke Koyee Saath Nahin

Aur Zaraa Sa Paal De Mujhko
Phir Main Tujhko Paaloonga
Aur Zaraa Sa Paal De Mujhko
Phir Main Tujhko Paaloonga
Jo Maangegi So Laaunga
Koi Baat Na Taaloonga
Jo Teri Jholi Mein Na Daaloon
Aisi Koi Saugaat Nahin
Maa Tu Aansoo Ponchhle Apne
Rone Ki Koi Baat Nahin
Jab Tak Tere Saath Hoon Main
Mat Soch Ke Koyee Saath Nahin

Din Bhar Mehnat Karke Jab Main
Shaam Ko Waapas Aaoonga
Din Bhar Mehnat Karke Jab Main
Shaam Ko Waapas Aaoonga
Apne Paas Bithaakar Tujhko
Pyaar Ke Saath Khilaaunga
Tu Aisa Mat Soch Ke Tere
Sar Pe Koyi Haath Nahin
Maa Tu Aansoo Ponchhle Apne
Rone Ki Koi Baat Nahin
Jab Tak Tere Saath Hoon Main
Mat Soch Ke Koyee Saath Nahin

Kuchh Din Ki To Baat Hai Maa
Ye Kuchh Din Bhi Kat Jaayenge
Kuchh Din Ki To Baat Hain Maa
Ye Kuchh Din Bhi Kat Jaayenge
Aaj Jo Baadal Chhaaye Hain
Wo Baadal Kal Chhant Jaayenge
Jiski Ujlee Subah Na Ho
Aisi Koyi Kaali Raat Nahin
Maa Tu Aansoo Ponchhle Apne
Rone Ki Koi Baat Nahin
Jab Tak Tere Saath Hoon Main
Mat Soch Ke Koyee Saath Nahin.

Share your thoughts

Maa tu aansoo ponch le, Usha mangeshkar, Sansar, Old romantic songs hindi, Bollywood romantic song, Hindi romantic songs, Romantic songs, Superhit hindi song, Classic songs, Old hindi songs, Hindi love songs, Bollywood movie song, Hindi song, Hindi songs, Hindi hit song, Old movie song, Bollywood songs, Bollywood old songs, Bollywood hindi gaane, Old song, Movie song, Asha bhosle, Hindi melody songs, Hindi gaane, Full video song, Filmy gaane