Maa Sirf Naata Nahi Lyrics  | Amar Akbar Anthony | Amitabh Bachchan, Vinod Khanna | Mohammed Rafi | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Maa Sirf Naata Nahi Lyrics | Amar Akbar Anthony | Amitabh Bachchan, Vinod Khanna | Mohammed Rafi | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Maa sirf naata nahi ya
Kuch aur bhi hai
Maa se bichad ke bhi
Ye tut jaata nahi
Ye sach hai koi kahani nahi
Ye sach hai koi kahani nahi
Khoon khoon hota hai paani nahi
Khoon khoon hota hai paani nahi
Khoon khoon hota hai paani nahi

Ye khoon jisne peda kiya hai
Wo dudh maa ka
Sab ne piya hai
Sab ne piya hai
Kya iski kimat chukani nahi
Kya iski kimat chukani nahi
Khoon khoon hota hai paani nahi
Khoon khoon hota hai paani nahi
Khoon khoon hota hai paani nahi.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *