Maa Ki Mamta Pyar Pita Ka Song Lyrics from the movie/album Gharbaar released in the year 2018. The song Maa Ki Mamta Pyar Pita Ka was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Vasant Prabhu. The lyrics were Penned by Indeevar

Maa Ki Mamta Pyar Pita Ka Lyrics

O Maa Ki Mamta Pyar Pita Ko
Sakhiyo Ka Sang Chhoda
Piya Ji Maine Tujhse Nata Joda
O Maa Ki Mamta Pyar Pita Ko
Sakhiyo Ka Sang Chhoda
Piya Ji Maine Tujhse Nata Joda

Kasme Khayi Sath Sath Aur
Sath Lagaye Fere
Duniya Wale Rahe Gwahi
Kuch Tere Kuch Mere
Doli Saji Shehnai Baji
Duniya Ko Rota Chhoda
Piya Ji Maine Tujhse Nata Joda

Daulat Nahi Dahej Nahi Hai
Dene Ko Dil Aayi Hu
Chhod Ke Apna Desh Balam
Main Dwar Tere Aayi Hu
Tune Piya Apna Maan Liya
Tune Piya Apna Maan Liya
Ehsaan Nahi Ye Thoda
Piya Ji Maine Tujhse Nata Joda

O Maa Ki Mamta Pyar Pita Ko
Sakhiyo Ka Sang Chhoda
Piya Ji Maine Tujhse Nata Joda
O Piya Ji Maine
Piya Ji Maine
Piya Ji Maine Tujhse Nata Joda
Piya Ji Maine Tujhse Nata Joda
O

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar, Prabhu mere ghar ko pyaar karo, Adesh haryanvi ragni ma ki mamta, Maa ki mamta adarsh sharma, Lata mangeshkar gaan, Lata mangeshkar devi bhajans, Haryanvi ragni ma ki mamta, Ma ki mamta haryanvi ragni, Adarsh sharma maa ki mamta, New haryanvi song ma ki mamta, Lata mangeshkar hits, Hath sita ka ram ko diya lyrics, Vikram thakor and mamta soni movies, Dilbar movie song mamta, Lata mangeshkar hit songs, Aadarsh ragni ma ki mamta