Maa Ka Man Mamta Ka Mandir Man Ke Andar Tut Gaya
Maa Ka Man Mamta Ka Mandir Man Ke Andar Tut Gaya
Roye Yashoda Maaiya Kanhiya Ruth Gaya
Roye Yashoda Maaiya Kanhiya Ruth Gaya
Maa Ka Man Mamta Ka Maandir Man Ke Andar Tut Gaya
Roye Yashoda Maaiya Kanhiya Ruth Gaya
Roye Yashoda Maaiya Kanhiya Ruth Gaya
Kuch Bhi Huya Nikle Na Aansu Kuch Bhi Huya Nikle Na Aansu
Aaj Raha Na Dil Par Kabu Pichhe Mudkar Dekh Jara Tu
Pichhe Mudkar Dekh Jara Tu Dukh Se Tere Hath Se Mere
Sabar Ka Damaan Chhut Gaya
Roye Yashoda Maaiya Kanhiya Ruth Gaya
Roye Yashoda Maaiya Kanhiya Ruth Gaya
Shak Ho To Shak Dur Tu Kar Le Shak Ho To Shak Dur Tu Kar Le
Mujhko Kahi Se Hath Ke Takle Pyar Bahega Khun Ke Badle
Pyar Bahega Khun Ke Badle Ye Ek Sach Hai Ye Hi Sach Hai
Ye Sach Kase Chhut Gaya Ye Sach Kase Chhut Gaya
Bas Maa Bas Kuch Aur Na Kahana Bas Maaa
Bas Kuch Aur Na Kahana
Mushkil Hoga Ye Dukh Sahana Bhig Gaye Mere Bhi Naina
Bhig Gaye Mere Bhi Naina Maaf Mujhe Kar De Tu Hansh Kar
Maaf Mujhe Kar De Tu Hansh Kar
Maai Asvan Me Dub Gaya Maai Asvan Me Dub Gaya
Maa Ka Man Mamta Ka Mandir Song Lyrics from the movie/album Amba released in the year 2018 starring Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri. The song Maa Ka Man Mamta Ka Mandir was sung by Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by Mohan Kumar. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts