Ma mujhe apne aanchal me chipa le
Gale se laga le ki aur mera koyi nahi
Ma mujhe apne aanchal me chipa le
Gale se laga le ki aur mera koyi nahi
Phir na sataunga kabhi pas bula le
Gale se laga le ki aur mera koyi nahi
Ki aur mera koyi nahi
Bhul meri chhoti si bhul jao mata
Bhul meri chhoti si bhul jao mata
Aise koyi apno se ruth nahi jata
Ruth gaya hu mai tu mujhko mana le
Gale se laga le ki aur mera koyi nahi
Ki aur mera koyi nahi
Na to yaha andiyara na koi jyot hai
Na to yaha andiyara na koi jyot hai
Na to yaha jivan hai na koi maut hai
Tune kiya hai mujhko kiske hawale
Gale se laga le ki aur mera koyi nahi
Ma mujhe apne aanchal me chipa le
Gale se laga le ki aur mera koyi nahi
Phir na sataunga kabhi pas bula le
Gale se laga le ki aur mera koyi nahi
Ki aur mera koyi nahi

