Log Aise Bhi Zamane Me Hua Karte Hai Lyrics | Raadha Aur Seeta | Ravindra Jain | Ravindra Jain

Log Aise Bhi Zamane Me Hua Karte Hai Lyrics | Raadha Aur Seeta | Ravindra Jain | Ravindra Jain

Log aise bhi zamane me hua karte hai
Aasmano ki wo lambi jo chua karte hai
Chandani apni mohabbat ki lutane wale
Chandani apni mohabbat ki lutane wale
Teri rate teri rate teri rate na jale hum ye dua karte hai

Aaj armano se dulhan ko sajaya jaye
Joda shadi ka use khud hi pahnaya jaye
Bhul kar apne sabhi dard chupa kar aasu
Bhul kar apne sabhi dard chupa kar aasu
Is tarah rishte yari ko nibhaya jaye
Is tarah rishte yari ko nibhaya jaye

Dosto yaro ko saugat sabhi dete hai
Kimti kimti tohfe bhi kayi dete hai
Aise dekhe na sune hamne jo haste haste
Aise dekhe na sune hamne jo haste haste
Apna hak apna nasib apni khushi dete hai
Apna hak apna nasib apni khushi dete hai

Man hai bhari bhigi karte hai ye halat kya hai
Hasne wale tujhe tone ki jarurat kya hai
Tune jab saup diya dost ko jude ka gulab
Tune jab saup diya dost ko jude ka gulab
Fir tujhe damane khali se shikayat kya hai
Fir tujhe damane khali se shikayat kya hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *