Lo Jawani Ka Zamana Aa Gaya Lyrics | Aadhi Raat | Meena Kapoor | Hansraj Behl, Husnlal Bhagatram

Lo Jawani Ka Zamana Aa Gaya Lyrics | Aadhi Raat | Meena Kapoor | Hansraj Behl, Husnlal Bhagatram

Lo jawani ka jamana aa gaya
Lo jawani ka jamana aa gaya
Zindagi ko muskurana aa gaya
Lo jawani ka jamana aa gaya
Lo jawani ka jamana aa gaya

Aarzuo ki sawari aa gayi
Aarzuo ki sawari aa gayi
Ab najar milne ki bari aa gayi
Ab najar milne ki bari aa gayi
Ik najar se
Ik najar se dil churana aa gaya
Lo jawani ka zamana aa gaya
Lo jawani ka zamana aa gaya
Zindagi ko mukurana aa gaya
Lo jawani ka zamana aa gaya
Lo jawani ka zamana aa gaya

Aankho ke dore gulabi ho gaye
Aankho ke dore gulabi ho gaye
Dekhane waale sharaabi ho gaye
Dekhane waale sharaabi ho gaye
Har kadam par
Har kadam par ladkhadana aa gaya
Lo jawani ka zamana aa gaya
Lo jawani ka zamana aa gaya
Zindagi ko mukurana aa gaya
Lo jawani ka zamana aa gaya
Lo jawani ka zamana aa gaya

Yu jawani ka pata deta hai dil
Yu jawani ka pata deta hai dil
Chupke chupke siskiya leta hai dil
Chupke chupke siskiya leta hai dil
Husn se aankhe
Husn se aankhe ladana aa gaya
Lo jawani ka zamana aa gaya
Lo jawani ka zamana aa gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *