Lo Gham Ka Mara Ek Bulbul Lyrics | Maikhana | Suman Kalyanpur | Bhushan

Lo Gham Ka Mara Ek Bulbul Lyrics | Maikhana | Suman Kalyanpur | Bhushan

Lo gam ka mara
Lo gam ka mara bechara
Gam ka mara bechara
Panchhi so gaya
So gaya
Khatam sara fasana ho gaya
Panchhi so gaya gam ka mara
Lo gam ka mara
Lo gam ka mara

Raas na aaye rup jawani
Raas prit na aayi
Jis par pagla
Jis par pagla hua nichhawar
Wo nikala harzai
Lo gam ka mara
Lo gam ka mara

Roz baharo ka sapna
Pagle dil ko dikhlaya
Phul khile to
Phul khile to humre man ka
Khila kamal murjhaya
Haye lo gam ka mara
Lo gam ka mara

Lo gam ka mara
Lo gam ka mara

Roz baharo ka sapna
Pagle dil ko dikhlaya
Phul khile to
Phul khile to humre man ka
Khila kamal murjhaya
Haye lo gam ka mara
Lo gam ka mara

Pal bhar jo kalol kiye
Hasne ka dhunde bahana
Ankhiya mund
Ankhiya mund ab so gaya panchhi
Mat koi ise jagana
Haye lo gam ka mara
Lo gam ka mara
Gam ka mara bechara
Panchhi so gaya
So gaya
Khatam sara fasana ho gaya
Panchhi so gaya gam ka mara
Lo gam ka mara
Lo gam ka mara
Lo gam ka mara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *