Lehro Pe Hai Zindagi
Lehro Pe Hai Zindagi
Ajib Si Kahani Hai
Ajib Si Kahani Hai
Kuch Pal Bitenge Yahi
Kuch Pal Bitenge Yahi
Abhi Jawan Jawani Hai
Abhi Jawan Jawani Hai
Lehro Pe Hai Zindagi
Musibato Ki Aandhiya
Mayusi Ki Barishe
Musibato Ki Aandhiya
Mayusi Ki Barishe
Dhundla Hoga Rasta
Na Puri Hogi Khwahishe
Dhundla Hoga Rasta
Na Puri Hogi Khwahishe
Dur Hai Jo Manzile Hans Ke Unko Paana Hai
Mushkile Jo Hai Nayi Unko Aazmana Hai
Koshish Karti Zindagi
Koshish Karti Zindagi
Hasin Ye Nishani Hai
Hasin Ye Nishani Hai
Lehro Pe Hai Zindagi
Hauslo Ki Dhup Me Andhere Gham Ke Kho Gaye
Hauslo Ki Dhup Me Andhere Gham Ke Kho Gaye
Bekhudi Ke Chand Me Hum Khushi Se So Gaye
Bekhudi Ke Chand Me Hum Khushi Se So Gaye
Chahe Din Ya Raat Ho Taaro Ki Barat Ho
Saari Kaaynat Me Sirf Apni Baat Ho
Sapne Dekhe Zindagi
Sapne Dekhe Zindagi
Hasin Ye Nishani Hai
Hasin Ye Nishani Hai
Lehro Pe Hai Zindagi
Ajib Si Kahani Hai
Ajib Si Kahani Hai
Lehro Pe Hai Zindagi
Lehron Pe Hai Zindagi Song Lyrics from the movie/album Lehron Pe Hai Zindagi released in the year 2018. The song Lehron Pe Hai Zindagi was sung by Jasraj Joshi. The music was given by Khalil Abhyankar. The lyrics were Penned by Khalil Abhyankar
Share your thoughts