Lehre Aayi Lehro Me Beh Gayi Song Lyrics from the movie/album Aisha. The song Lehre Aayi Lehro Me Beh Gayi was sung by Anusha Mani, Neuman Pinto, Nikhil DSouza. The music was given by Amit Trivedi. The lyrics were Penned by Javed Akhtar

Lehre Aayi Lehro Me Beh Gayi Lyrics

Khoyi Khoyi Si Hu Main
Kyu Ye Dil Ka Haal Hai
Dhundli Sari Khwab Hai
Ulja Har Khayaal Hai
Saari Kaliya Murja Gayi
Rang Unke Yaado Me Reh Gaye
Sare Gharonde Ret Ke
Lehrein Aayi Lehro Me Beh Gaye

Raah Me Kal Kitne Charaag The
Samne Kal Phulo Ki Baag Thi
Kis Se Kahun Kaun Hai Jo Sune
Kaante Hi Kyu Maine Hai Chune
Sapne Mere Kyu Hai Kho Gaye
Jaage Hai Kyu Dil Me Gum Mere
Saare Kaliya Murja Gayi
Rang Unke Yaado Me Reh Gaye
Saare Gharonde Ret Ke
Lehrein Aayi Lehro Me Beh Gaye

Na Na Na

Kya Kahu Kyu Yeh Dil Udaas Hai
Ab Koi Door Hai Na Paas Hai
Chule Jo Dil Woh Baate Ab Kaha
Woh Din Kaha Raate Ab Kaha
Jo Beeta Kal Hai Ab Khawab Sa
Ab Dil Mera Hai Betaab Sa
Saari Kaliya Murja Gayi
Rang Unke Yaado Me Reh Gaye
Saare Gharonde Ret Ke
Lehrein Aayi Lehro Mein Beh Gaye Beh Gaye

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Suno aisha lyrics, Suno aisha full song lyrics, Aisha lehrein lyrics, Lehrein aisha, Khoyi khoyi si hoon main | lehrein | aisha | sonam kapoor | r3zr remix | 2020 |, Lehre, Aisha, Amit trivedi, Aisha lehrein, Lehrein aisha song, New hindi movie aisha, Suno aisha, Aisha songs, Suno aisha songs, Aisha full movie, Suno aisha full song, Behke behke, Aisha movie songs, Suno aisha hd 1080p, Music sunil nancy original singing guitar khoyi khoyi, Main toh teri deewani hui