Le ja mere aasu le ja mere aasu
Maina meri maina le ja mere aasu
Maina meri maina le ja mere aasu
Gaata hai ghanni chaaw me ? papiha
Sene me machalta hai tera chand sa mukhda
Jis tarah andhere me chamakta hua jugnu
Jis tarah andhere me chamakta hua jugnu
Le ja mere aasu le ja mere aasu
Maina meri maina le ja mere aasu
Maina meri maina le ja mere aasu
Kahna hai mere hizar me tu jaan na khona
Kahna hai mere hizar me tu jaan na khona
Mar jaou jo main to mere marne pe naa rona
Mar jaou jo main to mere marne pe naa rona
Do dil ke bahal ne ke nikal aayenge pahlu
Do dil ke bahal ne ke nikal aayenge pahlu
Le ja mere aasu le ja mere aasu
Maina meri maina le ja mere aasu
Maina meri maina le ja mere aasu

