Le Chala Jaan Song Lyrics from the movie/album Aitbaar released in the year 2016 starring Ghulam Ali. The song Le Chala Jaan was sung by Ustad Ghulam Ali. The music was given by Ustad Ghulam Ali. The music rights for song purely belongs to TIPS Music

Le Chala Jaan Lyrics

Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jana Tera
Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jana Tera
Aise Aane Se To Behtar Tha Na Aana Tera
Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jana Tera

Tu Jo Aye Zulf Pareshaan Raha Karti Hai
Tu Jo Aye Zulf Pareshaan Raha Karti Hai
Kis Ke Ujde Huey Dil Mein Hai Thikana Tera
Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jana Tera

Aarzoo Hain Na Rahi Subh E Watan Ki Mujh Ko
Aarzoo Hain Na Rahi Subh E Watan Ki Mujh Ko
Shaam E Ghurbat Hai Ajab Waqt Sunhana Tera
Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jana Tera

Apni Aankhon Mein Abhi Kond Gayi Bijli Si
Apni Aankhon Mein Abhi Kond Gayi Bijli Si
Hum Na Samjhe Ke Yeh Aana Hai Ke Jaana Tera
Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jana Tera

Tu Khuda To Nahi, Aye Naaseh Naadaan Mera
Tu Khuda To Nahi, Aye Naaseh Naadaan Mera
Kya Khata Ki Jo Kaha Maine Na Maana Tera
Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jana Tera

Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jana Tera
Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jana Tera
Aise Aanay Se To Behtar Tha Na Aana Tera
Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jana Tera
Kis Ke Ujde Huey Dil Mein Hai Thikana Tera
Le Chala Jaan Meri Rooth Ke Jana Tera.

Share your thoughts

Ghulam ali, Ghulam, Ghulam ali ghazals, Ghulam ali (musical artist), Ghulam ali live, Ghulam ali ghazal, Ustad bade ghulam ali khan, Ghulam ali chupkay, Ustad ghulam ali, Best of ghulam ali, Ghulam ali ghazals best collection, Ghulam ali songs, Ghulam ali mehfil, Ghulam ali music director :- ghulam, Ghulam ali aa gayi yaad shaam dhalte hi, Aa gayi yaad shaam dhalte hi by ghulam ali, Ghulam ali kalaam e sufi, Barkat ghulam ali, Ghulam ali khan ghazal