He He He He
Kismat Khul Gayi Re
Daulat Mil Gayi Re
Ha Liya Jo Aade Haath
Dal Ye Gal Gayi Re
Noto Ki Ghar Me Hui Barsaat
Do Char Das Ki Nahi
Lakho Ki Hain Baat
Kismat Khul Gayi Re
Daulat Mil Gayi Re
Ha Liya Jo Aade Haath
Dal Ye Gal Gayi Re
He Kismat Khul Gayi Re
O Maine Jo Dekha Tha Sapna Suhana
Mere Hi Gito Ko Sunega Jamana
Aavaj Gunjegi Jab Ye Meri
Har Koi Jhumega Hoke Divana Divana Divana
Main Jo Dekha Tha Sapna Suhana
Main Swar Ki Malika Hu
Geeto Ki Rani
Albele Rago Ki Hu Zindgani
Ho Main Swar Ki Malika Hu
Geeto Ki Rani
Albele Rago Ki Hu Zindgani
Maine Jalaye Hain Gakar Deeye
Main Hi Bin Baadal Barsaya Pani
La La La Main Swar Ki Malika Hu
Geeto Ki Rani
Suhana Din Aaya Hain Aha
Jo Khushiya Laya Hain Aha
Suhana Din Aaya Hain Aha
Jo Khushiya Laya Hain Aha
Meri Hi Takdiro Ne Aha
Ye Jalva Dikhaya Hain Aha
Noto Ki Ghar Me Hui Barsaat
Do Char Das Ki Nahi
Lakho Ki Hain Baat
Kismat Khul Gayi Re
Ha Dekho Dekho Daulat Mil Gayi Re
Ha Liya Jo Aade Haath
Dal Ye Gal Gayi Re
He Kismat Khul Gayi Re
Bangla Juhu Pe Hoga
Hongi Kai Gadiya
Ghar Me Gulabo Ki Hongi Phulwariya
Ho Ho Roz Hongi Partiya Mauj Udayenge He
Khub Hongi Mehfile
Khub Waha Gayenge
He He He Bangla Juhu Pe Hoga
Bangla Juhu Pe Hoga
Hongi Kai Gadiya
Hongi Kai Gadiya
Bangla Juhu Pe Hoga
Bangla Juhu Pe Hoga
Hongi Kai Gadiya
Hongi Kai Gadiya
Noto Ki Ghar Me Hui Barsaat
Do Char Das Ki Nahi
Lakho Ki Hain Baat
Kismat Khul Gayi Re
Ha Dekho Dekho Daulat Mil Gayi Re
Ha Liya Jo Aade Haath
Dal Ye Gal Gayi Re
La La La La La La
Lakhon Ki Hai Baat Song Lyrics from the movie/album Lakhon Ki Baat released in the year 2018 starring Sanjeev Kumar, Anita Raaj. The song Lakhon Ki Hai Baat was sung by Alka Yagnik, Shakti Thakur. This movie/album was directed by Basu Chatterjee. The music was given by Manas Mukherjee. The lyrics were Penned by Yogesh
Share your thoughts