Lagi Jo Takkar
Are Kha Gaye Chakkar Tute Laddu Man Ke
Chale The Chaube Chhabe Hone Rah Gaye Dube Ban Ke
Jhuk Gayi Dekho Gardan Chalte The Jo Tan Ke
Ho Gaye Chaupat Sabhi Iraade Aaj Khushi Ke Man Ke
Ho Ho Ho Aaj Khushi Ke Man Ke
Jhuk Gayi Dekho Gardan Chalte The Jo Tan Ke
Ho Gaye Chaupat Sabhi Iraade Aaj Khushi Ke Man Ke
Ho Ho Ho Aaj Khushi Ke Man Ke
Khade Hai Ban Ke Bhigi Billi
Khade Hai Ban Ke Bhigi Billi
Lage Hai Munh Pe Taale
Hamne Dekha Nahi Baraste Bahot Garazne Waale
Hamne Dekha Nahi Baraste Bahot Garazne Waale
Gidad Sher Nahi Ho Sakta
Gidad Sher Nahi Ho Sakta Sher Ki Khaal Pahan Ke
Ho Gaye Chaupat Sabhi Iraade Aaj Khushi Ke Man Ke
Ho Ho Ho Aaj Khushi Ke Man Ke
Bura Kisi Ka Karne Waalo
Bhala Bhi Karna Sikho
Yaha Ser Pe Sava Ser Hai
Kuchh To Darna Sikho
Bura Kisi Ka Karne Waalo
Bhala Bhi Karna Sikho
Yaha Ser Pe Sava Ser Hai
Kuchh To Darna Sikho
Bade Bikat Hai Log Yahaan Ke
Samajhe
Bade Bikat Hai Log Yahaan Ke Unse Bach Lo Unse
Ho Gaye Chaupat Sabhi Iraade Aaj Khushi Ke Man Ke
Ho Ho Ho Aaj Khushi Ke Man Ke
Jhuk Gayi Dekho Gardan Chalte The Jo Tan Ke
Ho Gaye Chaupat Sabhi Iraade Aaj Khushi Ke Man Ke
Lagi Jo Takkar, Are Kha Gaye Chakkar, Jhuk Gai Dekho Gardan Song Lyrics from the movie/album Talaq released in the year 2018 starring Rajendra Kumar, Kamini Kadam. The song Lagi Jo Takkar, Are Kha Gaye Chakkar, Jhuk Gai Dekho Gardan was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Mahesh Kaul. The music was given by Chitalkar Ramchandra. The lyrics were Penned by Kavi Pradeep
Share your thoughts