Lagaya Dil (Title) Song Lyrics from the movie/album Lagaya Dil released in the year 2018 starring Sajjad Ali. The song Lagaya Dil (Title) was sung by Sajjad Ali. The music was given by Sajjad Ali. The lyrics were Penned by Sajjad Ali. The music rights for song purely belongs to Sajjad Ali

Lagaya Dil (Title) Lyrics

Lagaya Dil Bahut Par Dil Laga Nai
Lagaya Dil Bahut Par Dil Laga Nai
Tera Jaisa Tere Jaisa...
Tere Jaisa Koi Humko Mila Nai
Lagaya Dil Bahut Par Dil Laga Nai

Zamaane Bhar Ki Baatein Unse Keh Di
Zamaane Bhar Ki Baatein Unse Keh Di
Jo Kehna Chahiye Tha Woh Kaha Nai
Jo Kehna Chahiye Tha Woh Kaha Nai
Lagaya Dil Bahut Par Dil Laga Nai

Woh Sach Mein Pyar Tha Ya Bachpana Tha
Woh Sach Mein Pyar Tha Ya Bachpana Tha
Mohabbat Ho Gayi Thi Kya Pata Nai
Mohabbat Ho Gayi Thi Kya Pata Nai
Lagaya Dil Bahut Par...

Woh Mujhko Lag Raha Tha Pyar Mera
Woh Jaisa Lag Raja Tha Waisa Tha Nai
Woh Jaisa Lag Raja Tha Waisa Tha Nai
Lagaya Dil Bahut Par Dil Laga Nai

Naa Roya Tha Bichhadne Par Main Unke
Naa Roya Tha Bichhadne Par Main Unke
Magar Haan Zindagi Mein Phir Hansa Nai
Magar Haan Zindagi Mein Phir Hansa Nai
Lagaya Dil Bahut Par... Hmmm....

Yeh Tohfe Hain Jo Apno Se Miley Hain
Yeh Tohfe Hain Jo Apno Se Miley Hain
Humein Ghairon Se Koi Bhi Gila Nai
Humein Ghairon Se Koi Bhi Gila Nai
Tere Jaisa... Tere Jaisa...
Tere Jaisa Koi Humko Mila Nai
Lagaya Dil Bahut Par Dil Laga Nai.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Sajjad ali, Sajjad, Kill dil title song with lyrics, Saath nibhaana saathiya title song lyrics, Shreya ghoshal songs lyrics, Ishaqzaade song lyrics female, Amit trivedi song ishaqzaade lyrics, Ishaqzaade song lyrics, Lyrics, Ek dor bandhne lage jo lyrics, Ishaqzaade song lyrics in hindi, Saath nibhaana saathiya song lyrics, Ishq kamal lyrics, Ishaqzaade song lyrics whatsapp status, Sanaya irani, Chotu dada ka jin | khandesh hindi comedy | chotu dada ki new comedy video 2022