Lafanaa Hai Lafanaa Lyrics | Hisss | Sunidhi Chauhan | Anu Malik

Lafanaa Hai Lafanaa Lyrics | Hisss | Sunidhi Chauhan | Anu Malik

She is a snake
She is a women
She is snake women on the prowl
She is in search of a lover
She can hisss
She can ground

Lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui
Zarre zarre mein pinah yeh aashiqui
Intedah hai inteha yeh aashiqui
Zinda rehne ki wajah hai ashiqui
Kaise main tujhko bhula doon
Har pal main tujhko sada doon
Aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma
Lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui
Zarre zarre mein pinah yeh aashiqui

Harshe mein tera nazaara
Aaja kahin se tu aaja
Tere bina jeena yahan
Jeena mera dushvaar hua
Lamha lamha mujhe hai tujhse nisbat ho jaana
Saari umar tu mujhe de teri kurbat o jaana
Kaise main tujhko bhula doon
Har pal main tujhko sada doon
Aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma

Lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui
Zarre zarre mein pinah yeh aashiqui

Tu meri subah ka taara
Mere falak se tu na jaa
Tu hi toh hai
Tu hai mera
Bas ek mera gum faar yahan
Jaaga jaaga rahe tu mujh mein har dum oh jaana
Bheega bheega hai mere dil ka mausam oh jaana
Kaise main tujhko bhula doon
Har pal main tujhko sada doon
Aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma
Hisss

Lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui
Zarre zarre mein pinah yeh aashiqui
Intedah hai inteha yeh aashiqui
Zinda rehne ki wajah hai ashiqui
Kaise main tujhko bhula doon
Har pal main tujhko sada doon
Aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma

Hisss

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *