Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gana Song Lyrics from the movie/album Chhoti Bhabhi released in the year 2018 starring Karan Dewan, Nargis Dutt. The song Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gana was sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum. This movie/album was directed by Shanti Kumar. The music was given by Husnlal Bhagatram. The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi

Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gana Lyrics

Idhar Jawani Udhar Jawani Ban Gayi Ek Kahani
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya Tu Raja Mai Rani
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya
Idhar Jawani Udhar Jawani Ban Gayi Ek Kahani
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya Tu Raja Mai Rani
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya

Villan Ne Unhe Juda Kar Diya Judai Ka Gana
Has Has Ke Pada Rona Haye Has Has Ke Pada Rona
Takdir Me Likha Tha Haye Milke Juda Hona Juda Hona
Barbad Tamanna Hai Haye Barbad Tamanna Hai
O Dekh Le Diwane Bedard Ye Dunia Hai Bedard Ye Dunia Hai
Haste Rahe Sab Dunia Wale Roti Rahi Jawani
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya Tu Raja Mai Rani
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya

Villan Ko Police Ne Pakad Liya
Ladke Or Ladki Ki Shadi Ho Gayi Shadi Ka Gana
Jawani Ki Raat Hai Mohabbaat Ki Baat Haijawani Ki Raat Hai
Jawani Ki Raat Hai Mohabbaat Ki Baat Hai Mohabbaat Ki Baat Hai
Piya Mere Sath Hai Hatho Me
Piya Mere Sath Hai Hatho Me Hath Hai Hatho Me Hath Hai
Suno Suno Aye Dunia Walo Ye Hai Filmi Kahani
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya Tu Raja Mai Rani
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya
Idhar Jawani Udhar Jawani Ban Gayi Ek Kahani
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya Tu Raja Mai Rani
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya
Ho Tera Mera Pyar Ho Gaya

Share your thoughts

Husnlal bhagatram, Lata mangeshkar husnlal bhagatram classic hindi soundtracks : chhoti bhabhi (1950), Shamshad begum, Shamshad begum husnlal bhagatram classic hindi soundtracks : chhoti bhabhi (1950), Volume 26 ladka aur ladki mile pyar ka gana (from ''chhoti bhabhi''), Chhoti bhabhi, Mohammed rafi shamshad begum husnlal bhagatram classic hindi soundtracks : chhoti bhabhi (1950), Best of husnlal bhagatram