Laal Rang Se Rangi Song Lyrics from the movie/album Shree Ganesh Vivah released in the year 2015 starring Nirupa Roy. The song Laal Rang Se Rangi was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Jaswant Jhaveri. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Bharat Vyas. The music rights for song purely belongs to Saregama

Laal Rang Se Rangi Lyrics

Laal Rang Se Rangi
Dhaja Hamre Desh Ki
Laal Rang Se Rangi
Dhaja Hamre Desh Ki
Badho Hai Veer Bol Ke
Jayanti Jay Ganesh Ki
Badho Hai Veer Bol Ke
Jayanti Jay Ganesh Ki
Jayanti Jay Ganesh Ki
Jayanti Jay Ganesh Ki

Datt Ke Ab Karenge Ham
Vidharmiyo Ka Saamna
Vidharmiyo Ka Saamna
Datt Ke Ab Karenge Ham
Vidharmiyo Ka Saamna
Uthe Huye Saro Pe Ab
Hame Gagan Ko Thamna
Uthe Huye Saro Pe Ab
Hame Gagan Ko Thamna
Nanay Mein Hai Ye Bandgi
Nanay Mein Hai Ye Bandgi
Lagan Lagi Hai Desh Ki
Laal Rang Se Rangi
Dhaja Hamre Desh Ki
Badho Hai Veer Bol Ke
Jayanti Jay Ganesh Ki
Jayanti Jay Ganesh Ki
Jayanti Jay Ganesh Ki

Unch Nich Bhed Bhaav
Ki Deewar Tod Do
Yeh Deewar Tod Do
Unch Nich Bhed Bhaav
Ki Deewar Tod Do
Jo Raah Rokkar Khade
Hai Unka Mooh Marod Do
Jo Raah Rokkar Khade
Hai Unka Mooh Marod Do
Khule Palak Mahesh Ki
Khule Palak Mahesh Ki
Hile Samdhi Shesh Ki
Laal Rang Se Rangi
Dhaja Hamre Desh Ki
Badho Hai Veer Bol Ke
Jayanti Jay Ganesh Ki
Jayanti Jay Ganesh Ki
Jayanti Jay Ganesh Ki.

Share your thoughts

Aadesh shrivastav songs, Ganesh vivah full, Mera rang de basanti chola lyrics in english, Varsha srivastava, Mera rang de basanti chola lyrics, Ganesh bhjan gulshan kumar, Shiv parvati shiv vivah katha, Lyrics of mera rang de basanti chola, Shiv parvati vivah song, Shiv parvati vivah katha, Shiv vivah bhajan, Shiv parvati vivah, 1955 md chitragupt, Ganesh vandana, Shiv vivah song, Shree hanuaman, Shiv vivah katha, Sudesh bhosle songs