Meri Choodiyan
Yeh Mere Bachapan Ki Saheliyaan
Chhed Rahi Mujhe Tere Naam Se
Samajhti Hi Nahi
Haal Kitnaa Hai Betaab Mere Man Ka
Jabse Kareeb Aa Raha Hai Mausam Milan Ka
Kitani Badhaye Dooriyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyan
Ishq Mein Lagaye Bediyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyan
Haaye Haaye Majbooriyan
Karwayegi Ladaiyaan
Samjhe Na Ye To
Teri Meri Yaariyaan
Deti Nahi Hai Mujko Manjooriyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyaan
Kitani Badhaye Dooriyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyan
Ishq Mein Lagaye Bediyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyan
Milan Ka Hai Mausam Aaya
Kitni Bahare Laaya
Ishq Par Baan Chhada Hai
Tum Bin Ek Pal Saja Hai
Chhede Shararat Kare Meri Choodiyan
Yeh To Hai Mere Bachapan Ki Sakhiyaan
Haaye Haaye Majbooriyan
Karwayegi Ladaiyaan
Samjhe Na Ye To
Teri Meri Yaariyaan
Deti Nahi Hai Mujko Manjooriyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyaan
Kitani Badhaye Dooriyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyan
Ishq Mein Lagaye Bediyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyan
Raat Aayi Shaguno Wali
Kuch Palon Ki Hain Ye Doori
Teri Meri Prem Kahani
Thodi Puri Thodi Adhuri
Tere Liye Dil Hain Bekarar Sajana
Kar Le Mera Thoda Intezaar Sajana
Haaye Haaye Majbooriyan
Karwayegi Ladaiyaan
Samjhe Na Ye To
Teri Meri Yaariyaan
Deti Nahi Hai Mujko Manjooriyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyaan
Kitani Badhaye Dooriyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyan
Ishq Mein Lagaye Bediyaan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyan
Meri Laal Hari Peeli Choodiyan.
Laal Hari Peeli Choodiyan Song Lyrics from the movie/album Himesh Ke Dil Se released in the year 2021 starring Arunita Kanjilal. The song Laal Hari Peeli Choodiyan was sung by Arunita Kanjilal. This movie/album was directed by Himesh Reshammiya. The music was given by Himesh Reshammiya. The lyrics were Penned by Himesh Reshammiya. The music rights for song purely belongs to Himesh Reshammiya Melodies
Share your thoughts