Kyun Maang Yeh Khaali Hai Bas Tere Liye Song Lyrics from the movie/album Ek Second Jo Zindagi Badal De released in the year 2018 starring Manisha Koirala, Jackie Shroff. The song Kyun Maang Yeh Khaali Hai Bas Tere Liye was sung by Shaan, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Partho Ghosh. The music was given by Anand Raj Anand, Gulam Khan. The lyrics were Penned by Pradeep Chaudhary

Kyun Maang Yeh Khaali Hai Bas Tere Liye Lyrics

Kyun Maang Yeh Khaali Hai Bas Tere Liye
Kyun Suni Kalaayi Hai Bas Tere Liye
Na Aankhon Mein Kaajal Na Pairon Mein Paayal
Na Pairon Mein Paayal Na Aankhon Mein Kaajal
Haalat Kya Bana Li Hai Bas Tere Liye
Kyun Maang Yeh Khaali Hai Bas Tere Liye

Uski Raahon Mein Duniya Ne Kaante Bichhayehai
Jisne Bhi Pyaarwaale Sapne Sajaaye Hai
Jaise Suraj Chaand Gagan Me Ugte Dhalte Aaye Hai
Waise Hi Pyaar Karane Waale Milte Aaye Hai
Sach Bolo Na Sach Bol Diya
Yun Dolo Na Mann Dol Gaya
Kyun Ungli Khaali Hai Bas Tere Liye
Na Mundri Daali Hai Bas Tere Liye
Na Aankhon Mein Kaajal Na Pairon Mein Paayal
Na Pairon Mein Paayal Na Aankhon Mein Kaajal
Haalat Kya Bana Li Hai Bas Tere Liye
Kyun Maang Yeh Khaali Hai Bas Tere Liye

Na Karna Aisa Waada Na Khaana Aisi Kasamein
Jinko Nibhana Ho Mushkil Jo Ho Na Hamare Bas Me
Ha Ji Ha Maalum Hai Yeh Hai Maalum Duniya Ki Rasme
Tute Dilo Ke Na Bandhan Tute Na Chaahat Ki Kasme
Sach Bolo Na Sach Bol Diya
Yun Dolo Na Mann Dol Gaya
Har Ada Niraali Hai Bas Tere Liye
Har Cheej Sambhaali Hai Bas Tere Liye
Na Aankhon Mein Kaajal Na Pairon Mein Paayal
Na Pairon Mein Paayal Na Aankhon Mein Kaajal
Haalat Kya Bana Li Hai Bas Tere Liye
Kyun Maang Yeh Khaali Hai Bas Tere Liye
La La La La La Bas Mere Liye

Share your thoughts

Lakhmi chand ki ragni, Anand raj anand, Mere satguru deen dayal kaag ko hans banate hai, Yeh maana meri jaan mohabbat saja hai, Madan mohan songs, Alka yagnik evergreen songs, Aulad ko farman bardar bananay k liye, Dhire dhire se meri zindagi me aana, Dheere dhheere se meri zindagi me aana, Nafarman aulad ke liye dua in urdu, Dheere dheere se meri zindagi song, Maa baap ki na farman aulad, Nafarman aulad k liye wazifa, Tu hi mera jannat lyrics, Dheere dheere se meri zindagi