Kyo ki itna pyar tu mko karte hain ham
Kyo ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaanoge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaanoge hamari sanam
Kyo ki itna pyar tumko karte hain ham
Hamare dil ki tum thodi si kadar karlo
Ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo
Fikar karlo
Kyo ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaanoge hamari sanam
Kyo ki itna pyar tumko karte hain ham maya
Tune oh jana deewana kiya hai
Deewana kiya iss kadar deewana kiya iss kadar
Chahat me teri bhulaya jahan ko
Na dil ko kisi ki kahbar na dil ko kisi ki khabar
Rago me mohabbat ka ehsas jara bhar lo
Ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo
Fikar karlo
Kyo ki itna pyar tumko karte hain ham
Tumse hain sanse tumhi se hai dhadkan
Tumhi se hai dewangi tumhi se hai dewangi
Rab ne hume di hai jane tamanna
Tumhare liye jindagi tumhare liye jindagi
Vada sang jine ka tum jane jigar kar lo
Ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyo ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaanoge hamari sanam
Kyo ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaanoge kya jaanoge kya jaanoge
Kya jaanoge hamari sanam

