Kyo Hai Mujhe Lagta (Remix) Lyrics | Khushboo | Shreya Ghoshal, Adnan Sami | Adnan Sami

Kyo Hai Mujhe Lagta (Remix) Lyrics | Khushboo | Shreya Ghoshal, Adnan Sami | Adnan Sami

Kyon hai mujhe lagta
Jaise kali hoon main
Apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main
Kyon hai mujhe lagta
Abb in raahon mein
Chaand utarana hai meri inn baahon mein
Kyon hai mujhe lagta
Jaise kali hoon main
Apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main
Kya bataau ho raha hai kya
Paaya kya hai
Kho raha hai kya
Jaane kyun mere waaste
Muskuraaye saare raaste
Kyon hai mujhe lagta
Jaise kali hoon main
Apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main
Kyon hai mujhe lagta
Abb in raahon mein chaand utarana hai
Kyon hai mujhe lagta
Abb in raahon mein
Chaand utarana hai meri inn baahon mein

Gehare gehare rang hai saare
Behke behke saare ishaare
Mujhko hai lag raha jaise hai sab naya
Jhume ja yun dil bole mera
Kyon hai mujhe lagta
Jaise kali hoon main
Apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main
Kyon hai mujhe lagta
Abb in raahon mein
Chaand utarana hai

Jaagi jaagi ek khushi hai
Ujali ujali roshani hai
Yeh bata jindagi kyun hai yeh dilkashi
Dil pe hai kyun sapano ka ghera aa aa aa
Kyon hai mujhe lagta
Dil mera khona hai
Jo na huwa hai abb tak
Abb wahi hona hai
Kyon hai mujhe lagta
Jaise kali hoon main
Apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main
Kya bataau ho raha hai kya
Paaya kya hai
Kho raha hai kya
Jaane kyun mere waaste
Muskuraaye saare raaste

(kyon hai mujhe lagta
Jaise kali hoon main
Apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main) – (6)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *