Kya khabar thi ke mohabbat me ye din aate hai
Jise hum apna banate hai
Wo tadapate hai
Wo din kahan gaye bata
Wo din kahan gaye bata
Jab is nazar me pyar tha
Pyar tha
Wo din kahan gaye bata
Maine to kuch kaha nahi
Jo yu nigahe pher li
Maine to kuch kaha nahi
Wo raat yaad hai yahi
Kissa hua tha pyar ka
Wo din kahan gaye bata
Wo din kahan gaye bata
Aankho me nind thi magar
Soye nahi the raat bhar
Aankho me nind thi magar
Soye nahi the raat bhar
Dil ko laga hua tha dar
Haye savera ho gaya
Wo din kahan gaye bata
Wo din kahan gaye bata
Jab is nazar me pyar tha
Pyar tha
Wo din kahan gaye bata

