Ja Jake Kaha Minte Faryaad Karoge
Lo Hamne Tumhe Dil Diya Kya Yaad Karoge
Ja Jake Kaha Minte Faryaad Karoge
Lo Hamne Tumhe Dil Diya Kya Yaad Karoge
Ja Jake Kaha Minte Faryaad Karoge
Lo Hamne Tera Dil Liya Kya Yaad Karoge
Kya Yaad Karoge Kya Yaad Karoge
Kya Yaad Karoge Kya Yaad Karoge
Ahsan Yeh Manoge Tumhe Samjha Hai Kabil
Yeh Apna Zigar Hai Ke Tumhe De Diya Yeh Dil
Ahsan Yeh Manoge Tumhe Samjha Hai Kabil
Yeh Apna Zigar Hai Ke Tumhe De Diya Yeh Dil
Jo Kha Ke Taras Tumpe Yeh Dil Hume Bhi Na Dete
Hairan Pareshan Se Tanha Yuhi Firte
Ab Khao Kasam Ab Khao Kasam Isko Na Barbad Karoge
Lo Hamne Tumhe Dil Diya Kya Yaad Karoge
Ja Jake Kaha Minte Faryaad Karoge
Lo Hamne Tera Dil Liya Kya Yaad Karoge
Chodu Bhi Yeh Jhagda Azzi Kis Baat Pe Takraar
Is Umar Ke Is Mod Pe Karte Hai Sabhi Pyaar
Chodu Bhi Yeh Jhagda Azzi Kis Baat Pe Takraar
Is Umar Ke Is Mod Pe Karte Hai Sabhi Pyaar
Dil Tumne Liya Hai Or Na Humne Diya Hai
Sab Karte Hai Jo Hamne Wohi Kaam Kiya Hai
Tum Kadar Meri Tum Kadar Meri Jane Ke Hi Baad Karoge
Lo Hamne Tera Dil Liya Kya Yaad Karoge
Kya Yaad Karoge Kya Yaad Karoge
Kya Yaad Karoge Kya Yaad Karoge
Kya Yaad Karoge Song Lyrics from the movie/album Pyar Ka Rog released in the year 2018 starring Vinod Khanna, Ravi Behl. The song Kya Yaad Karoge was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. This movie/album was directed by Akashdeep. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Anjaan
Share your thoughts