Ganga Se Bhi Pawan Hai
Sagar Se Bhi Gehra Hai
Sanso Ka Sangam Ho Jaye
Isliye Ye Pal Thahra Hai
(Kya Tan Kya Man Kya Jivan – 2
Sab Kuch Karde Samarpan
Aaja Aaja Aaja – 2) – (2)
(Sundarta Se Bhi Tu Sundar
Yauvan Ka Barpur Samandar) – (2)
Jab Jab Dekhu Tujhko Jage
Man Me Koi Akarsan
Aaja Aaja Aaja – 2
Kya Tan Kya Man Kya Jivan – 2
Sab Kuch Karde Samarpan
Aaja Aaja Aaja – 2
(Sari Duri Aaj Mita De
Janam Janam Ki Pyas Bhuja De) – (2)
Mai Jalti Tapti Chingari
Tu Jal Barsata Sawan
Aaja Aaja Aaja – 2
Kya Tan Kya Man Kya Jivan – 2
Sab Kuch Karde Samarpan
Aaja Aaja Aaja – 2
Kya Tan Kya Man Kya Jivan Song Lyrics from the movie/album Woh Phir Aayegi released in the year 2016 starring Farah, Jaaved Jaaferi. The song Kya Tan Kya Man Kya Jivan was sung by Amit Kumar, S Janaki. The music was given by Anand Shrivastav. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to T Series
Share your thoughts