Kya Sochta Hain Aye Dil Lyrics  | Aap Ki Yaadein | Anuradha Paudwal | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Kya Sochta Hain Aye Dil Lyrics | Aap Ki Yaadein | Anuradha Paudwal | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Kya sochta hain aye dil
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain

Kya sochta hain aye dil
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil

Jise bhi pyaar kiya
Dil ka aitbaar kiya
Haan jise bhi pyaar kiya
Dil ka aitbaar kiya
Usne to khud hi apna
Bas jeena dushvaar kiya
Pehale to dil lagake
Phir dard mitha paake
Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Boora haal karta hain
Kya sochta hain aye dil

Jaata hain ek nazar mein
Dil ka sukun saara
Jaata hain ek nazar mein
Dil ka sukun saara
Deta jo bekaraari
Lagata hain wohi pyara
Kya hum bataye kise
Mat puchho kaise kaise
Ye kamaal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil

Kya sawal karta hain
Ye pyaar to sabhi ka
Bura haal karta hain
Kya sochta hain aye dil
Kya sochta hain aye dil.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *