Kya Se Kya Lyrics  | Boondh | Jal (Band) | Jal (Band)

Kya Se Kya Lyrics | Boondh | Jal (Band) | Jal (Band)

Kya se kya bana diya ehsaas hai na
Farishta tha main shaitan bana diya

Thi ek khwaahish meri bhi toh
Gham saare lelo khushi ab mujhe do
Teri kabhi maine na maani
In minnaton ki kadar na jaani
Maan ke chalne wale bahut the
Phir kyun hissa bana diya
Usko bhi kaayanat
Kyun yeh jahaan bana diya

Yeh baar socha ke kar jaunga
Socha nahin tha ke mar jaunga
Aakhari saans tak ladta raha main
Jaane yeh kya karta raha main
Ab jab kuchh bhi nahi raha hain
Mujhko kyun iska gham hua hain
Izzar yeh shohrat yeh paisa mera
Sab kuch iss duniya mein toh raha hain

Kya se kya bana diya ehsaas hai na
Farishta tha main shaitan bana diya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *