Kya Nasha Chhane Laga Lyrics | Ahsaas – Beete Din Beete Pal | Anuradha Paudwal, Shankar Mahadevan | Louis Shankar

Kya Nasha Chhane Laga Lyrics | Ahsaas – Beete Din Beete Pal | Anuradha Paudwal, Shankar Mahadevan | Louis Shankar

Jaaneman jaanejaa
Sun meri daastan
Mujhe baahon mein ab to tu aane de
Jaaneman jaanejaa
Sun meri daastan
Mujhe baahon mein ab to tu aane de
Hey hey kya karu dil mera maane na

Kya nasha chhane laga
Are main bahka
Pakdo to zara
Hey kya hua
Meri betaabiyaan tu jane na
Jaaneman jaanejaa
Sun meri daastan
Mujhe baahon mein ab to tu aane de

Kaisi hain madhoshiya
Shola sa dahka
Yu mujhe na jala o dilruba
Mere bas mein nahin hain armaa
Jaaneman jaanejaa
Sun meri daastan
Mujhe baahon mein ab to tu aane de
Jaaneman jaanejaa
Sun meri daastan
Mujhe baahon mein ab to tu aane de
Hey kya karu dil mera maane na
Maane na
Maane na

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *