Kya Kya Naa Log Chal Base Lyrics | Hyderabad Ki Nazneen | Lata Mangeshkar | Vasant Desai

Kya Kya Naa Log Chal Base Lyrics | Hyderabad Ki Nazneen | Lata Mangeshkar | Vasant Desai

Kya kya na log chal base
Kya kya na log chal base
Shauk-e-jamal-e-yaar me
Humse hazaaro mit gaye
Humse hazaaro mit gaye
Halat-e-intzaar me

Puri tarah khile na phul
Rah gayi dil me hasrate
Rah gayi dil me hasrate
Baag hi sara jal gaya
Baag hi sara jal gaya
Aag lagi bahar me
Kya kya na log chal base
Shauk-e-jamal-e-yaar me

Fiki padi hai chandni
Tare bhi jhilmilate hain
Tare bhi jhilmilate hain
Sab hain najar me bekarar
Sab hain najar me bekarar
Dil jo nahi karar me
Kya kya na log chal base
Shauk-e-jamal-e-yaar me

Mit bhi gaye to kya hua
Maut hai ek zindagi
Maut hai ek zindagi
Ek naam aur badh gaya
Ek naam aur badh gaya
Duniya ki yaadgar me
Kya kya na log chal base
Shauk-e-jamal-e-yaar me

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *