Kya Khel Khelta Hai O Aasman Wale Lyrics | Policewali | Alla Rakha Qureshi

Kya Khel Khelta Hai O Aasman Wale Lyrics | Policewali | Alla Rakha Qureshi

Kya khel khelta hai upar nakab dale
O aasman wale
Tere karm anpkhe tere sitam nirale
O aasman wale o aasman wale

Pal mein utar gayi hai duniya basi basai
Jina kathin hua hai data teri duhaai
Kaise juban kholu lab par pade hai tale
O aasman wale o aasman wale

Aankho mein fir rahi hai biti hui kahani
Roti hai chupke chupke dukh bhari jawani
Karti hu ab tumhe takdeer ke hawale
O aasman wale
Kya khel khelta hai upar nakab dale
O aasman wale o aasman wale

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *