Kya khabar kya pata
Kya khushi hai gham hai kya
Kya khabar kya pata
Kya khushi hai gham hai kya
Leke ansu jo hansi de
Gham ke badle jo khushi de
Raj yeh jana usine
Jindagi kya hain jindagi
Kya khabar kya pata
Kya khushi hai gham hai kya
Apne dil ka dard yeh umar bhar haskar piye
Jina uska jina hain jo auro ki khatir jiye
Apne dil ka dard yeh umar bhar haskar piye
Jina uska jina hain jo auro ki khatir jiye
Kam le jindadili se
Yu hi khele jindagi se
Raj yeh jana usine
Jindagi kya hain jindagi
Kya khabar kya pata
Kya khushi hai gham hai kya
Le ke ansu jo hansi de
Gham ke badle jo khushi de
Raj yeh jana usine
Jindagi kya hain jindagi
Kya khabar kya pata
Kya khushi hai gham hai kya

