Kya Karu Mai Lyrics | Love Possible | Shaan | Afsar Sajid

Kya Karu Mai Lyrics | Love Possible | Shaan | Afsar Sajid

Kya karun main confused hun main
Kya karun main confused hun main
Sapno aur hakikato me ji raha hun
Jo nahi tha chahta wo kar raha hun main
Sapno aur hakikato me ji raha hun
Jo nahi tha chahta wo kar raha hun main
Fas gaya ulajh gaya main kis bawal me

He kya karun main confused hun main
Kya karun main confused hun main

Duniya jaaye chand pe mujhe hai kya padi
Mujhe hai kya padi ke kya bajati hai ghadi
Duniya jaaye chand pe mujhe hai kya padi
Mujhe hai kya padi ke kya bajati hai ghadi
Aankh khol sou ya ke nind me chalun
Sou jaagu jaagi sou sota hi rahu
Apni marji ka maalik hun har haal me
Kya karun main confused hun main
Kya karun main confused hun main

Roj das se paanch apni lag gayi hai watt
Chahta tha jindgi me thaat sirf thaat
Roj das se paanch apni lag gayi hai watt
Chahta tha jindgi me thaat sirf thaat
Log mujhko kahte hai ke main hun aalsi
Kaam pe hai masti karna meri policy
Kaam waam faltu mere khyaal me
Kya karun main confused hun main

Sapno aur hakikato me ji raha hun
Jo nahi tha chahta wo kar raha hun main
Sapno aur hakikato me ji raha hun
Jo nahi tha chahta wo kar raha hun main
Fas gaya ulajh gaya main kis bawal me

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *